gaItakar
gaaiyaka
saMgaItakar
ica~apaT
gaIta

marazI
 

 
Hindi Movie Songs Lyricswriter Singer Musician Movie 
Lyrics in Hindi Kaifi Azami Lata Mangeshkar Gulam Mohmmad Pakeezah (1971) 
gaIta kOfI AaJamaI lataa maMgaoSakr gaulaama maaohaommad paaikjaa 

chalate chalate,
yoohee koee mil gayaa thaa, sare raah chalate chalate
wahee tham ke rah gayee hain, meree raat dhalate dhalate

jo kahee gayee naa muz se, wo jamaanaa kah rahaa hain
ke fasaanaa ban gayee hai, meree baat chalate chalate

shaba-ye-intajaar aakhir, kabhee hogee muktasar bhee
ye chiraag buz rahe hai, mere saath jalate jalate