| |
jawaan hain mohabbat haseen hain jamaanaa
lutaayaa hain dil ne khushee kaa khajaanaa
mohabbat kare, khush rahe muskuraye
naa soche humein kyaa kahegaa jamaanaa
abhee tak muze yaad hain wo kahaanee
naa bhoolegaa bachapan kaa rangeen jamaanaa
yahaa aankhon aankhon mein baaten huyee hain
kisee ne naa dekhaa, kisee ne naa jaanaa
tum aaye ke bachapan meraa laut aayaa
milaa hain muze jindagee kaa bahaanaa
|